Hi,
Piya and her frdns game khelte hain...
wo ghost se bate karte hain...
Piya maithli se baat karti hai.....maithli kehti hai k Piya ki takdeer Abhay hai....
{bol kar nhin Sikke se}
Idhar danish ki zamanat Abhay de deta hai....aur ye baat misha k papa ko achi nhin lagti to unki aur abhay ko nok jhonk hoti hai...
Kabeeer piya se maafi mangne ko sochta hai....
aur misha ki mom sapna dekhti hain k unhone apne husband ko piya ka sach bata diya hai....
END
Precap:
abhay danish ko marta hai.....END